![]() ![]() Sorry agar kisi ko bura lagay per suchchi baat yayhi hai. Pehlay yay batadon jitnon k mama ya parents nain buzurgan e deen k zariaay mangay k sahi kaha hai sub ussi biddat aur purni soch ka nateeja hai jo k unkay parents nain unhain samjhaya hai jis per na kisi nain unki islah ki hai aur na khud unhon nain samajhnay ki koshish ki hai aur na hi aql ko use kia hai. Meri zaati samajh k mutabiq Mahira kay question ka jawab. Ub jub k main kafi bari ho gaeen hoon deen ki kuch thori bohat samjh aa gai hai per hunooz tifl e maktub e Islam hoon. ![]() So us kay baad hum nain aisa karna tark kar dia. Phir hamara bhai thora hi bara huwa to aik molvi nain masjid main bataya kay yay saub bidaat hai aur is tarha mazar pay sajda (jo doosron ko kartay daikha) karna, buzrgon ya unkay hawalay say mangna mana hai aur aurton ka mazar pay jana bhi mana hai. Pehlay hum bhi yayhi samjhtay thay is liaay k hamaray parents nain bhi hamain yayhi samjhaya tha aur hum bhi buchpun main mazaron pay jaya kartay thay aur unsay aur unkay zariaay say manga karta thay. Is question kay hawalay say sirf main itna kahna chahoon gi jo meri apni samajh k mutabiq hai. Walaikum Assalam Wa Rahmatullahi Wa Barakatahu Mahira.Īssalam O Alaikum Wa Rahmatullahi Wa Barakatahu every one.
0 Comments
Leave a Reply. |